facebokyahotwitt
zind
» Hadees Sharif:Musalman pr jo
Musibat
aay khuwah bimari ho thakawat
ho takleef ho gam ho ya
pareshani,ALLAH Pak inki waja se
is k gunah mita deta hai.(Muslim)
» Quran Karim Main Irshad hy
Benamazi ko maut k
waqt itni pyaas lagti hy,k dunya
k 7 samandar bhi us ko pila do
to wo na bujhe".
» Sayedena Abdullah Bin Umero
(R.A) Sy Rawayat hay k aik shaks
ny Rasool ALLAH (S.A.W)Sy
poocha k konsa ISLAM behtr
hay? To aap (S.A.W) ny
fermaya: khana
khilaoo aur jis ko jantay ho aur
jis ko nahee jantay ho (sab ko)
SALAM Karoo.
» Zamana 2 din ka nam hai....1
din tumharay haq mein hota hai
to doosra din tumharay
khilaf..Lehaza..Agar tumharay
haq mein ho to maghror na ho
jana..Or tumharay khilaf hojae to
sabar say kam lena..HAZRAT ALI
(R.A)
» Bura Dost aag ki Manind
hy,Agar jalta hoga to aapko jala
dega,Aur Bujha hoga to aap k
Hath kale kr dega.HAZRAT ALI
(R.A)
» Apne Dushman ko 1000 Dafa
moqa do k wo tumhara Dost ban
jaaye,Per apne Dost ko 1 bhi
moqa na do k wo tumhara
Dushman Ban jaaye.HAZRAT ALI
(R.A)
Page: < > 3 4 5 6 7
Created by :

Duck hunt